Itne bhi kya masgul ho kaam me
Ki humare liye waqt hi nahi
Itna bhi kya parshan kar diya humne ki
Haal puchne tak ka waqt nahi
baichain ho kar baithe rhte h ek mulakat ke liye
Warna khali hum bhi nahi
Baat sirf tawajho ki h warna
Kisi ko ehmiyat hum bhi dete nahi
Truly heart touching 💖💞😭😍
LikeLike